Holi demands some poetic touch. And nothing is better than a Hindi Kavita because it can express the feelings of all festivals better including Holi. So let’s find a few best ones here.
Holi Kavita in 2020:
Kavita is a fantastic way to express feelings in a few words. And it becomes essential when it is an auspicious event. Find the best one here and send it to your loved ones to spread love.
Man Ka Ullas Hai Holi,
Jeevan Mein Khushiyan Bhar Deti Hai,
Bas Isiliye Khaas Hai Holi.
Dekho Kunwarji Doongi Mein Gaari
Bhag Sakoon Mein Kaise Mo San Bhaga Nahin Jaat
Thadi Ab Dekhoon Aur Ko Sanmuch Mein Aat
Bahut Dinan Mein Haath Lage Ho Kaise Jane Doon
Aaj Phagwa To San Ka Tha Peeth Pakad Kar Loon
Gulabi Sardi, Khushiyo Ki Bahar,
Gujiya Ki Khushboo, Apno Ka Pyar,
Mubaarak Ho Aapko Holi Ka Tyohar.
Happy Holi.
Tab Dekh Baharein Holi Ki.
Jab Daf Ke Shor Khadke Hon
Tab Dekh Baharein Holi Ki.
Pariyon Ke Rang Damkte Hon
Tab Dekh Baharein Holi Ki.
Holi Ke Rang Apke Jeevan Mein Bhar Jayein,
Aapke Sabhi Sapne Chutki Mein Poore Hon,
Aapke Jeevan Mein Dukh Kabhi Na Aayein.
Happy Holi.
Aur Majlis Ki Tyari Ho
Kapdon Par Rang Ke Cheeton Se
Khushrang Ajab Gulkari Ho
Ek Sutra Mein Bandh Jaye Apna Sara Bharat Desh,
Gale Milein Hum Ek Dusare Ki Chhode Dwesh Bhav,
Kare Tarakki Desh Humara Bana Rahe Sadbhav.
Happy Holi!
Tumhin Mein Chand Mein Hoon Jyon Sitara
Jeevan Ke Houzkhana Mein Rang Madan Bhar
So Rom Rom Charkiya Laye Dhara
Nabi sade Basant Khelia Kutub Shah
Rangeela Ho Riha Tirlok Saara
Sitaro Ne Aasman Se Salaam Bheja Hai,
Mubaraq Ho Aapko Rango Ka Tyohar,
Humne Yeh Dil Se Paigam Bheja Hai.
Wishing You a Very Happy Holi.
Rango Se Tann Mann Sahlati
Bheege Bheege Geet Sunati
Pichkaari Se Rang Barsaati.
Holi Ka Har Pal Mubaarak,
Rang Birangi Holi Mein,
Holi Ka Har Rang Mubarak.
Happy Holi
Chidkte Hein Aur Udate Hein Gulal
Jyon Jhadi Har Soo Hai Pichkaari Ki Dhaar
Doudti Hein Narian Bijki Ki Saar
Holi Ka Tyohaar,
Rangon Ki Baarat Hai,
Khushiyon Ki Aayi Bahaar.
Pichkari Sang Khelo Holi, Ya Ley Aao Gubarey
Choti Choti Baatein Hai, Choti Choti Khushiya
Tum Bhi Jara Haslo Aaj, Jab Hasti Yeh Duniya
Na Bura Socho Kisika, Na Rakho Kisi Se Irshya
Karo Kuch Aisa, Ki Lage Rang Lai Hai Shiksha
Pyar Ke Rang Se Rang Do Dunya Sari,
Ye Rang Na Jane Koi Jaat Na Koi Boli
Mubarak Ho Aapko
Rang Bhari Holi
Rango Ki Doli
Chand Se Uski
Chandni Boli
Khushiyon Se
Bhar De Sabki Jholi
Mubarak Ho Aapko Ye Holi
Rahe Na Koi Khwaahish Adhoori,
Rango Se Bhare Es Mausam Mei,
Rangeen Ho Aapki Duniya Poori.
Happy Holi
Sneh Ke Rang Se Rang Do Dunya Sari,
Ye Rang Na Jane Na Koi Baat Na Boli,
Apko Mubarak Ho Ye Sunhari Holi.
See some romantic Holi Shayari for 2020 here.
Don’t forget to write back to us if you like our collection of Kavita’s. We will be glad to read your feedback.